Kusoor Mera - Dhruv Sthetick

Kusoor Mera

Dhruv Sthetick

00:00

03:51

Similar recommendations

Lyric

Aj aayi dekh fir vohi raat hai

Madhosh mai kalam ke sath me

Han ye gaana bhi tera hi jaaneman

Ab haatho me jaam hai to bas teri baat hai

Aaj aayi dekh fir vohi raat hai

Kya bataau kaise kati har baar ye

Mere kandho pe kal rakhe sir thi tu

Aaj mera naam padh call deti kaat hai

Chal koi nahi ab mai jo ajnabi

Din ye wale bi bache zada ab nahi

Kal naam mera sun tv news me jo

Man tera milne ko mai bhi dunga fuck nahi

Chal koi nahi tu na tera gum sahi

Man chanchal par khada tan ke hi

Mujhe pata tujhe padta farak nahi

Ishq me tere par lage mujhe sab sahi

Wuoo bewafa kya ye kusoor mera

Wuoo jaanejaan jaata jo door bhi na

Wuoo bewafa kya ye kusoor mera

Wuoo jaanejaan jaata jo door bhi na

Aankho se paani us raat hua na band

Ishq ki adaalat wafaa ko roya man

Toota tha pehle ab tod baitha hai dum

Sunkar ye ke tumhe ab yaad bhi nahi hum

Ab chaar baatien kadwi jo sach sun

Tere saath rakhe sapne bade the bun

Par jaaneman ye bhi dastoor hai ke

Chot khayi kal tabhi aaj ye bani hai dhun

Mujhe gungunare vo bhi jo jaante ni

International reach bas baatien ni

Kal hone wale charche tere meri wajaah se

Abhi dekhe chal hona anjaam ye bhi

Kal mera tere ghar akhbaaro me

Kal gaane tere dosto ki car'on me

Kal kar jo gayi tu ye nayan num

Girne diya na hai samhala mujhe yaaro ne

Kaidi baatcheet poore dilli shehr me

Bhaichaara full bomb saare saath mere

Par aaj bhi lae hai jab jaam vo khayaal tera

Khaamakha hi aankhe meri num kare

Wuoo bewafa kya ye kusoor mera

Wuoo jaanejaan jaata jo door bhi na

Wuoo bewafa kya ye kusoor mera

Wuoo jaanejaan jaata jo door bhi na

- It's already the end -